|
Viewing 10 - 18 out of 33 Blogs.
| Page:
|
2 |
|
|
I'm Sorry I Love You
I'm sorry for saying those things I'm sorry for calling you 'the thing' I'm sorry that you dumped me I'm sorry i wasn't good enough I'm sorry for insulting you I'm sorry for being such a bitch
I'm sorry that the reason i do these things Is that i just can't get over you I can't believe you think so low of me that i'd let you come between my friends I'm sorry that i still want you so
Maybe I am selfish maybe i am waste like you said
I'm sorry I'm sorry I'm sorry

Aaj ashqoon ka taar toot gaya, Rishta_e_intzaar toot gaya,
Yuun wo thukra ke chal diye goya, Ikk khilona thaa pyaar toot gaya,
Roye reh reh kar hichkiyaan lekar, Saaz_e_gam baar baar toot gaya,
Aap ki berukhi ka shikwa kya, Dil thaa na_paidaar toot gaya,
Dekh lee dil ne besabati_e_gul, Phir tilism_e_bahar toot gaya,
Kya chaar din ki ranjish se,
Itni muddat ka payar toot gaya,
Jab meri haqeeqat ja ja kar un ko sunai logon nay,
Jab meri haqeeqat ja ja kar un ko sunai
logon nay, kuchh sach bhi kaha kuch jhooth kaha kuchh baat banai
logon nay, Dhaaye hain hamesha zulm_o_sitam duniya nay mohabat waloon par, Dou dil ko kabhi milney na diya deewaar uthai
logon nay, Ankhon se na ansu ponch sakey honthon pe khushi dekhi na gayi, Abaad jo dekha ghar mera aag lagai logon nay, Tanhai ka sathi mil na saka ruswai mein shamil
sehar hua, Pehley tou mera dil tod diya phir eid manai logon nay Iss daor mein jeena mushkil hai ae ashq koi asaan nhin, Har ik qadam par marney ki abb rasm chalai
logon nay,
Kay merey katilon nay hee,
Meri mayeeyat utthaayi hai,
Badi mushkil Say mainay,
Gam kee manzil paayi hai,
Khuda milta hai iss say hee,
Yehi uss kee khudaayi hai,
Agar tum bawafa hotay tou,
Main khaali gam sey reh jaata,
Tumhaari bewafaayi hee,
Tou merey kaam aayi hai,
Tamaasha dekh kay duniya,
Preshaan bhi hai hairaan bhi,
Kay merey katilon nay hee,
Meri mayeeyat utthaayi hai,
DIL NE KAR LIYA
Dil Ne Kar Liya
Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
Mauka Dil Ne Diya Hi Nahin Pyaar Hua Kab Pata Nahin Ban Ke Mukadar Tum Aaye Kahin Nazar Na Lag Jaaye Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Le Ja Dil Pardesi Le Ja Dil Pardesi
Chain Ho Tum Aaraam Ho Tum Is Dil Ka Armaan Ho Tum Meri Subah Shaam Ho Tum Jaan Meri Pehchaan Ho Tum Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana Yeh Adayen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Jab Se Mile Ho Mujhe Oh Jaane Jana Tab Se Hai Jaana Kya Hai Dil Ka Lagana Yeh Nigahen Teri Kar Gayi Mujhe Deewana Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar Dil Ne Kar Liya Aitbaar Hum Ko Ho Gaya Tum Se Pyaar
| Kaash..
Posted On 13/09/2007 07:15:03 |
Kaa sh "Kaash tum nay mujhey hansaya hotta Kaash tum nay mujhey rulaya hotta
Kaash gussay main he apna bulaya hotta Kaash mujhey yaad ker k apnay dil ko behlaya hotta
Kaash meri yaad satati tumhain Kaash merray bina neend na atee tumhain
Kaash k tum meri mohabbat ko pehchaan patee Kaash k tum mujhey apna hee bana patee
Kaash main tumhain apni bahoon main khilata Kaash main tumhari zulfoon main so jata
Kaash k tum dil say chahtee mujhey Kaash k apna saya banatee mujhey
Kaash main teri aankhoon ka kajol hotta Kaash main iss barish ka badal hotta
Kaash tum merray sennay say lipat ker rotee Kaash k merray bina teri subhoo na hotee
Kaash k hal-e-dil batata tumhain Kaash k dil ka ghum batata tumhain
Kaash k apni jaaaan say bhee chahta Kaash tumbin saan bhee lay na pata
Aay kaash yeeh saab ghum na hottay Aay kaash na tum hottay na hum hottay
Bohut azeez hamein hai,magar paraaya hai,
Voh chaandi ka badan,khushbuon kaa saayaa hai,
Bohut azeez hamein hai,magar paraaya hai,
Tum itni duur sitaaron kay paas rehtay ho,
Tumhein khudaa nay hamaarey liye banaayaa hai,
Ussay kisi kee mohabbat kaa aitbaar nahi,
Ussay zamaanay nay shaayad bohut sataayaa hai,
Kahan say aayi yeh khushbuu,yeh ghar kee khushbu hai,
Iss ajnabi say andhere mein kaun aayaa hai,
Tamaam ummar mera damm issi dhuen mein ghutaa,
Voh ikk chiraag thaa mainey ussay bhujhaayaa hai,
Samajh na saanu horaan,
Har koi aapna sahaara nahin honda, Ro-ro kay zindagi da guzaara nahin honda, Samajh na saanu horaan dee taraan, Har deevaana awaara nahin honda, Aashiqaan dee ramaz aashiq hi jaanan, Ihnaa di gall ch ishaara nahin honda, Pehla pyaar milda nasibaan naal, Eh kisay naal dobaara nahin honda, Taray vall khuda vee vekhay jay akh bhar kay, Saathon eh gawaara nahin honda, Kisay-kisay layi dubna hee changaa, Har kisay layi kinaara nahin honda, Eh tan aapni-aapni soch hai yaaro,
Kaday koi kismat daa mara nahin honda,
Giving Is The Treasure
We may not always realize
That every thing we do,
Affects not only our lives
But touches others, too!
For a little bit of thoughtfulness
That shows someone you care,
Creates a ray of sunshine
For both of you to share.
Yes, every time you offer
Someone a helping hand...
Every time you show a friend
You care and understand.. .
Every time you have
A kind and gentle word to give...
You help someone find beauty
In this precious life we live.
For happiness brings happiness
And loving ways bring love;
And Giving is the treasure
That contentment is made of.
| Page:
|
2 |
|
|
|