Kay merey katilon nay hee,
Meri mayeeyat utthaayi hai,
Badi mushkil Say mainay,
Gam kee manzil paayi hai,
Khuda milta hai iss say hee,
Yehi uss kee khudaayi hai,
Agar tum bawafa hotay tou,
Main khaali gam sey reh jaata,
Tumhaari bewafaayi hee,
Tou merey kaam aayi hai,
Tamaasha dekh kay duniya,
Preshaan bhi hai hairaan bhi,
Kay merey katilon nay hee,
Meri mayeeyat utthaayi hai,