"Kaash tum nay mujhey hansaya hotta Kaash tum nay mujhey rulaya hotta Kaash gussay main he apna bulaya hotta Kaash mujhey yaad ker k apnay dil ko behlaya hotta Kaash meri yaad satati tumhain Kaash merray bina neend na atee tumhain Kaash k tum meri mohabbat ko pehchaan patee Kaash k tum mujhey apna hee bana patee
Kaash main tumhain apni bahoon main khilata Kaash main tumhari zulfoon main so jata Kaash k tum dil say chahtee mujhey Kaash k apna saya banatee mujhey Kaash main teri aankhoon ka kajol hotta Kaash main iss barish ka badal hotta Kaash tum merray sennay say lipat ker rotee Kaash k merray bina teri subhoo na hotee Kaash k hal-e-dil batata tumhain Kaash k dil ka ghum batata tumhain Kaash k apni jaaaan say bhee chahta Kaash tumbin saan bhee lay na pata Aay kaash yeeh saab ghum na hottay Aay kaash na tum hottay na hum hottay