Welcome Guest Login or Signup

recipr0cal
PROFILE   GALLERY   BLOGS   SCRAPBOOK   FRIENDS   FAVORITES   LYRICS   SMS   QUOTES   JOKES   POLLS   VIDEOS  
 



Viewing 1 - 10 out of 5507 Comments


Page:  1 | 2 | 3 | 4 | 5 | Next >  Last >>

12/05/2011 04:13:14
no later then next yr hoon pakay rehna:P



SCRAPBOOK

11/05/2011 07:06:02
CJ oh congrstualtions so happy for u n i'm doing gud too still not sure what to do wid my life but a lil sure about some other things:P anyways congrats once again n btw wherez my treat n best of luck till i cur reply next



SCRAPBOOK

05/08/2010 00:30:15
bas umeed toh yehi hai...umar ka takaza tum kiya babay ho gaay ho saath saal kay... meinay recently dekhi thi "once upon a time" theek thi but not really my type dunday loogon ki thi...amerucan mein i want ti watch inception n the last i saw was "toy story" n "despicable me" dono achi thi



SCRAPBOOK

05/08/2010 00:03:49

wsalam CJ i'm gud...tum sunao kiya haal hai?




SCRAPBOOK

26/07/2010 02:11:48
oh accha mein samjhi koi matlab hoga...aur yaar fan banay ko meinay toh nahin kaha ab agar tumhay pakha banay ka ina shauq hai toh theek hai... ...aur mera job interview hai ajj kal mein dua karna sahi ho...aur koi meri baatoon ka isar hua ya nahin?



SCRAPBOOK

24/07/2010 13:20:15
oye hoaye phir bhool gayi tum saay meinay poochna tha yeh looshay ka kiya matlab hota hai in pushtoo if u know it bata dena



SCRAPBOOK

24/07/2010 13:16:37
tumhay kabhi ghalat maswara nahin doon gi aur plz meri baatoon par gaur zaroor karna n thanks for saying all those gud things CJz i don't even think i deserve a fan not a celeb. yet...



SCRAPBOOK

24/07/2010 13:10:11

haan wasiay tumhari yeh baat bhi sahi hai zaroorat kaay mtabik hi leni chaiye thi n tauba mujhay pata hai lahore ki traffic ka atleast mein toh wahan nahin chala sakti meray haathoon koi maray ga agar meinay wahan chalyi waisay sukhar hai jab saay license liya hai koi hadsa wagera nahin kiya warna ghar waloon ko abhi bhi yakeen nahin ata dad toh haath nahin laganay detay apni car ko bhai ki hi himmat hai jo chalnay deta hai ....mera saay toh behtaar hoon mein toh har meaning mien baay car hoon...


recipr0cal wrote:
aur yara tum ni samajhti yahan lahore mein bari car ho to roze lagay kahin na kahin...

itna rush hota hai yahan k matt pocho....

aur main ne akele ne he use kerni hoti hai ziada se ziada aik dost ho jata hai saath and bus......

iss liye mujhe suit kerti thi to le li.....

bari cars buhat expensive hein yaar....




SCRAPBOOK

24/07/2010 13:03:55

fikar na karo acchay loogoon kaay saath hamesha accha hi hota hai aur abhi tak jo affairless hi na sukar karo in kaamoon mein baadnaami kaay siwa aur kuch nahin rakha is ka bhi koi accha hi ajar milay ga tumhay...waisay ajjmein buhat akalmandi ki baatein kar rehi hooon nai woh badi amiyoon wali maasiyoon wali laagts hsi mers dimaag kaharb hogaya hai...



recipr0cal wrote:
hmmmm

INCHALLAH.....

yaar baatyn to tum sab theek ker rahi ho..

dekhta hn kerta hn kuch.......

wese filhaal meri nazar mein koi ni hai...

affairless life guzaari hai main ne abhi tak.....

aisa ni k koshish ni ki thi...

but pata ni q Allah ne bacha k rakha hai aaj tak......:pray:




SCRAPBOOK

24/07/2010 12:48:10
alto phir yaar yeh car na mujhay mind maat karnay par isay dekh kar na mujhay waday rickshay ki yaad aa jati hai badi choti si caar hai...aur insallah tum zaroor banao gaay car aur alto saay tph 1000 darjay badi hogi haan na



SCRAPBOOK


Page:  1 | 2 | 3 | 4 | 5 | Next >  Last >>