tumhay toh saray tareekay atay hain phir mujhse kyun pooch rahay thay...pata nahin kiya ho gaya hai ajj kal kaay bachoon ko saray aik saay barh kar aik namoonay hain...sukar karo tumhari toh jaan chooti us saay...but marnay wali bat thoda nahin keh diya tum naay
yeh toh sahi nahin hai ...agar tum yahan hotay na toh fire kar diya hota tumhay abhi tak...lol...but then i think tumhay usay pyar saay samjhana chaiye kaay beta baaz aa jao phir bhi nahin manti toh phir us saay kehnay kaay tum us kaay parents ko ya principal ko bata do gaay aur agar phir bhi nahin manay toh i think i'm out of ideas...