Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 360 - Total Replies: 5

POSTED BY: kashish on 21/08/2007 11:19:03


Hum nazuk nazuk dil walay
bas aisay he to hotay hain
kabhi hanstay hain
kabhi rotay hain
kabhi dil mein khawab pirotay hain
kabhi mehfil mehfil phirtay hain
kabhi zaat mein tanha hotay hain
kabhi chup ki mohar sajatay hain
kabhi geet laboon pe latay hain
kabhi sab ka dil behlatay hain
kabhi khud mein tanha hotay hain
kabhi shab bhar jaagtay rehtay hain
kabhi lambi taan k sotay hain
ham nazuk nazuk dil walay
bas...
kuch aisay he to hotay hain...




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~




POSTED BY: sameer_ali on 21/08/2007 11:37:44


HI ,   I WANT TO KNOW ABOUT U


 






--------------------------------------------------------------
friends forever
Back To Top




POSTED BY: kashish on 21/08/2007 11:44:08


really go to my profile




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top




POSTED BY: THE_GAME on 21/08/2007 12:01:10


subhann aalllah...


 


masha aallaahh


 


aage nahi aata bas


isase jyda tarif nahi kar sdakta tumhari..





--------------------------------------------------------------
For being good u need not to b a SUPERMAN... [
Back To Top




POSTED BY: kashish on 22/08/2007 08:08:29


agar tareef sachi hai toh bahot shukriya agar jhooti hai toh nahi chahiye aur tareef




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top




POSTED BY: mehvish on 25/08/2007 10:47:08


kashiish akhir kashish hai bhai,tareef ke layek




--------------------------------------------------------------
my profile is as simple as me
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***