hmmm...
maine bahut pahle use bataya tha..
tab se achhi relation hai hum dono me...
aur sayad ...hamesha achha hi rahe..yahi umeed bhi hai..
aur agar kabhi kuch hua bhi toh tum kisliye ho..tere through hi use mana lenge..hmmm..
dost hi toh dost ke kam aayega...hai ki nahi...
aur mai jyada kya batau..
tumhe pata hai ki mai usase..kitana..
pata hai..akash uppal ki baat...
mujhe bahut bura laga tha...kyu?
kyuki mai nahi chahta..ki shilpa ke baare me koi kuch bole...
rt..
aur mujhe pata hai ki woh bhi mujhe kafi like karti hai..
maine toh tumse janana chhaha tha...sirf..
ek baat bolu robbin..
pata nahi tumhe yaad hai ki nahi..
but maine tumhe..pahle din hi sayad bataya tha..ki meri ek g/f hai..
sayad maine tumhe naam nahi bataya hoga....
usaka naam shlpa hi hai..
okk..
bro....kyuki mai kisi ka naam lekar use badnaam karna nahi chahta...hmmmm