Welcome Guest Login or Signup

luxmeenterprises
PROFILE   GALLERY   BLOGS   SCRAPBOOK   FRIENDS   FAVORITES   LYRICS   SMS   QUOTES   JOKES   POLLS   VIDEOS  
 


Viewing 1 - 1 out of 1 Blogs.


dosti
Posted On 24/01/2009 19:27:45

dosti se bada koi rishta nahin hota ek dost ke liye sab kuch karne

ka man karta hai. dosti keval dost se purity chahati hai. dosti ka matlab pyar nahin hota jo ajkal log samajhte hai, dosti main swarth nahin hota lalach nahin hota kuch pane ki asha bhi nahin hoti hota hai to dost ko sukh mil jaye ye ichcha hoti hai

aj jyada log aise hai jo in sab buraiyon ko dosti ka nam le kar wrap kar dete hai.

ye to dost phir dhokha hua na!!!!

Tags: Ya Ya Ya