|
|
Hum ko apni khabar kaha yaaro.
Posted On: 01/09/2007 05:41:30
|
Ham ko apnii Khabar nahiin yaaro, Tum zamaanay kee baat kartay ho, Aashiyaany kee baat kartay ho, Dil jalaanay kee baat kartay ho, Saarii duniyaa kay ranj-o-gam day kar, Muskuraanay kee baat kartay ho,Ham ko apnii Khabar nahiin yaaro, Tum zamaanay kee baat kartay ho,
Zikar meraa sunaa to chid kay kahaa, Kis diivaanay kee baat kartay ho, Hadsaa thaa guzar gayaa hogaa, Kis kay jaanay kee baat kartay ho, compiled by,Pankaj rai..
|