hiiiiiiii..Asra..
hows u??
pahchana mujhe..
Kabhii yuun bhii aa merii aankh mein,
Kay merii nazar ko Khabar na ho, Mujhay ek raat nawaaz day,
Magar uskay baad sehar na ho,
Vo badaa raheem-o-kareem hai,
Mujhay yeh sifat bhii ataa karay, Tujhay bhuulanay kee duaa karuun,
Tou duaa mein merii asar na ho,
Kabhii din kee dhuup mein jhuum kay,
Kabhii shab ke phuul ko chuum kay, Yuun hee saath saath chalein sadaa,
Kabhii khatm apnaa safar na ho,
Zaraa aur dil kay qareeb aa, Tujhay dhadkanon mein basaa loon main,
Kay bichhadnay kaa kabhii Dar na ho,