yeh buddhay youth ko agay anay dein gaay tabh bhi kuch ho ga na...bas unkay janay ka intezaar hai bass ab toh...
haan sis acchi cheezian block karnay mein toh humari country mahir hai na...
haan sis yeh meinay shayad Geo paar suni thi ...
laal band ...no i don't think i know
sahi likhi hai kisnay ...gadhay hi hain...
lol i know sis ... mein toh kehtoo hoon humari pop stars ko hi politician bana detay hain ....un mein kuch toh akal ho gi na ...
democracy toh humari country ko raas hi nahin ati...baas daanda raaj hi chalta hai ... aur waisay bhi jahan aisay ullu kaay patay politcians hoon wahan aur ho bhi kiya sakta hai