Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 1261 - Total Replies: 6

POSTED BY: kashish on 06/08/2007 13:31:13


chitthi na koi sandesh ,jaane woh kaunsa desh jahan tum chale gaye


is dil pe laga ke thess jaane woh kaunsa desh jahan tum chale gaye


ek aah bhari hogi humne na suni hogi


jaate jaate tumne aawaz toh di hogi


har waqt yehi hai gham us waqt kahan they hum


kahan tum chale gaye ,,,,,,,,


har cheez pe ashkon se likha hai tumhara naam


yeh raste ghar galiyan tumhein kar na sake salam


haaye dil mein reh gayi baat jaldi se chura kar haath kahan tum chale gaye ,,,,,,,,,,,


 

Photo Sharing and Video Hosting at Photobucket




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~




POSTED BY: vinaytaluja on 06/08/2007 15:53:40



Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya
Acha guzra huwa kuch waqt bohot yaad aaya..



Meri aankho k her ik ashk pe ronay wala
Aaj jab aankh yeh roee tOu bohot yaad aaya..



Jo mere dard ko seene main chupa laita tha
aj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya..



Jo meri aankh main kajal ki tara rehta tha
aaj kajal jo lagaya tOu bohot yaad aaya...



Jo mere dil k tha qareeb faqat us ko hi
aaj jab dil nay bulaya tOu bohot yaad aaya...



Mere jevan ki her khushi main wohi tha,
aaj jab yaad woh aaya tOu bohot yaad aaya..

Back To Top




POSTED BY: recipr0cal on 06/08/2007 18:58:05


hmmmmm....


nice choice...


keep on posting.......





--------------------------------------------------------------
Everything has been figured out in my life except how to live......:-|
Back To Top




POSTED BY: kashish on 07/08/2007 06:43:38


wah vinay ji humari ghazal humein hi suna rahe hain


aur shayed crush mein bhi aapne hi bheji hai yeh ghazal !!!!!!!!





--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top




POSTED BY: capechinu on 04/10/2007 07:44:42


heart touching song


film DUSMAN


i like this song


ur choice r bestttttttttt


 





--------------------------------------------------------------
I AM MASTER OF MY SELF
Back To Top




POSTED BY: kashish on 04/10/2007 08:19:27


thank u very much




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top




POSTED BY: fallinlove on 04/10/2007 09:26:30


Ajib Uljhan Hai Is Rajhogam Ke Mele Me...........


Tum Hi Knyo Yad Aate Ho Akele Me ............


Tum Chale Gaye To Gam Nahi Hoga.................


Diye Bujha Hi Diye Jate Hai Ujalo Me..........


U SONG IS SO NICE


 





--------------------------------------------------------------
fall in love
Back To Top
18/05/2026



*** NkuT.Com ***