|
Viewing 1 - 6 out of 6 Blogs.
à¤à¤¸à¤¾ दोसà¥à¤¤ चाहिठजो हमे अपना मान सके, जो हमारा दिल को जान सके, चल रहा हो हम तेज़ बेरिश मे, फिर à¤à¥€ पानी मे से आà¤à¤¸à¥à¤“ को पहचान सके!!!!
ख़à¥à¤¶à¥à¤¬à¥‚ की तरह मेरी सांसो मे रेहाना…… लहू बनके मेरी नसनस मे बेहाना, दोसà¥à¤¤à¥€ होती है रिसà¥à¤¤à¥‹ का अनमोल गेहना………..******* इसलिया इस दोसà¥à¤¤à¥€ को कà¤à¥€ अलविदा ना कहना.***********
याद आठकà¤à¥€ तो आà¤à¤–ें बंद मत करना.................
हम ना à¤à¥€ मिलें तो गम मत करना!!!! ज़रूरी तो नही के हम नेट पेर हैर रोज़ मिलें मगर ये दोसà¥à¤¤à¥€ का à¤à¤¹à¤¸à¤¾à¤¸ कà¤à¥€ कम मत करना.......................
दोसà¥à¤¤à¥€ उन से करो जो निà¤à¤¾à¤¨à¤¾ जानते हो............... नफ़रत उन से करो जो à¤à¥‚लना जानते हो................ ग़à¥à¤¸à¥à¤¸à¤¾ उन से करो जो मानना जनता हो........... पà¥à¤¯à¤¾à¤° उनसे करो जो दिल लà¥à¤Ÿà¤¾à¤¨à¤¾ जनता हो.................***
बहते अशà¥à¤•ो की ज़à¥à¤¬à¤¾à¤¨ नही होती, लफ़à¥à¤œà¤¼à¥‹à¤‚ मे मोहबà¥à¤¬à¤¤ बयां नही होती, मिले जो पà¥à¤¯à¤¾à¤° तो कदर करना, किसà¥à¤®à¤¤ हर कीसी पर मेहरबां नही होती.
ज़िंदगी गमो का पà¥à¤²à¤¿à¤‚दा है, ख़à¥à¤¶à¤¿à¤¯à¤¾à¤ आज कल चà¥à¤¨à¤¿à¤‚दा है, कà¤à¥€ याद कर लिया करो इशà¥à¤¸ नाचीज़ को, ये शकà¥à¤¸ अà¤à¥€ तक ज़िंदा ``
| Ajnabi
Posted On 22/01/2009 14:42:15 |
Tum jab talak thi, ajnabi mere liye, Tumhare jalwe, meri nazron ke gamgusar na the, Tumhari chaah tak, na jati thi dil ki rah koi, Tumhare khwab, meri raton ke gunahgar na the.
Waqt ke saath, phir azeeb ek baat hui, Tum mujhe, kucch apni si lagne lagi, Tumhari arzoo, koi narm dhimi aanch jaise, Meri samosahar, jal na payeen, jhulasne lagin.
Mujhe yun lag raha tha, kya hansi fareb tha wo, Main bhi kucch, tumhare kareeb ho chala hoon, Phasla thoda hai, khusiyon ke ek khajane se, Kya hua gar, thode dinon ko gareeb ho chala hoon.
Koi junoon liye, phir wo bojhil shaam aayee, Nazar ne, kampte haathon se tumhe jaam diya, Tumhari berukhi ne, jaam kucch aisha ucchala, Gir hi jata, magar gam ne lapakkar thaam liya.
Gir na paya to kya, tootna tha use, toot gaya, Najuk tha shishe sa, jalalat ka jhatka gahra tha, Sun na paya tha wo, awaaj tootne ki magar, Ya to patthar tha, ya phir husn tera bahra tha.
Toote dil ki tarah, maine use sambhala tha, Sochta rah gaya, tukdon ko kalege pe liye, Ek arse se tum, mere liye hamjoli ho, Aur main, aajtak hoon ajnabi tumhare liye
KYA KEHATI HAI YE DULHAN
karke roop sringar jane apne piya ke ghar baitthi hokar taiyar utthane uski doli ko taiyar khade hain kahaar par ek baar to pucchh lo usse kay keh raha hai is waqt uska man kyun saj dhaj ki mayus hokar baitthi hai ye dulhan ek baar to pucchh lo kya kehati hai ye dulhan..................
kal tak thi jo babul ki dulari aaj banegi vo apne sajan ki pyari lekin phir bhi uske man main hai ajeeb ek uljhan kyun khush hokar bhi thoda mayus ho rah uska man pucchh lo uske ek baar kyun badh rahi uske dil ki dhadkan ek baar koi to pucche usse uske dil ka haal kya kehati hai ye dulhan..........
kal babul ke baag ki kali thi jismein badi hui jismein ye pali thi aaj banegi ye apne sajan ke phoolon ki kyari isliye saj dhaj kar li usne apne sajan ke pass jane ki taiyari kitna khush hai uska man barson se tha jiska intzaar aaj hoga wahi madhur milan itni khush hokar bhi kyun baitthi shant ye dulhan koi to pucchh le ek baar usse kya kehati hai ye dulhan.....
kya kehati hai ye dulhan................
दिल मैं हम बस जाà¤à¤à¤—े, तमनà¥à¤¨à¤¾ हो अगर मिलने की, तो बंद आà¤à¤–ों मैं नज़र आà¤à¤à¤—े. लमà¥à¤¹à¤¾ लमà¥à¤¹à¤¾ वक़à¥à¤¤ गà¥à¤œà¤¼à¥‡à¤° जाà¤à¤à¤—ा, चà¤à¤¦ लमà¥à¤¹à¥‹ मैं दामन छूट जाà¤à¤—ा, आज वक़à¥à¤¤ है दो बातें कर लो हमसे, कल कà¥à¤¯à¤¾ पता कौन आपके ज़िंदगी मैं आ जाà¤à¤—ा. पास आकर सà¤à¥€ दूर चले जाते हैं, हम अकेले थे अकेले ही रेह जाते हैं, दिल का दरà¥à¤¦ किससे दिखाà¤, मरहम लगाने वेल ही ज़ख़à¥à¤® दे जाते हैं, वक़à¥à¤¤ तो हूमें à¤à¥à¤²à¤¾ चà¥à¤•ा है, मà¥à¤•़दà¥à¤¦à¤° à¤à¥€ ना à¤à¥à¤²à¤¾ दे, दोसà¥à¤¤à¥€ दिल से हम इसीलिठनहीं करते, कà¥à¤¯à¥‚ के डरते हैं,कोई फिर से ना रà¥à¤²à¤¾ दे, ज़िंदगी मैं हमेशा नये लोग मिलेंगे, कहीं ज़ियादा तो कहीं काम मिलेंगे, à¤à¤¤à¤¬à¤¾à¤° ज़रा सोच कर करना, मà¥à¤®à¤•िन नही हैर जगह तà¥à¤®à¥à¤¹à¥‡ हम मिलेंगे. ख़à¥à¤¶à¤¬à¥‹ की तरह आपके पास बिखर जाà¤à¤à¤—े, सà¥à¤•ों बन कर दिल मे उतर जाà¤à¤à¤—े, मेहसूस करने की कोशिश तो कीजिà¤, दूर होते हो à¤à¥€ पास नेज़र आà¤à¤à¤—े
dosti sachchi ho to wakt ruk jata hai’ asma lakh uncha ho par jhuk jata hai, dosti me lakh bane rukawat , agar dost sachcha ho to khuda bhi jhuk jata hai.
Na jane kyon abhi ek aansu ankh se chhalka, dil ko shayad aapki yaad aayi, chahat hai itni aapse milne ki, ke haste hue bhi aankh bhar aayi,
dil ke kone se ek awaz aati hai, hame har pal aapki yaad aati hai, dil puchta hai bar bar humse, jinhe hum yaaad karte hai, kya unhe bhi hamari yaad aati hai.
Dosti Ki Hai To Nibha Kar Dikhayenge, tere Liye Hum Duniya Se Bhi Ladd Jayenge, tu Ek Baar Kah To Sahe, tere Liye Is Duniya Se Bhi Rukhsat Ho Jayenge
dosti hoti nahi bhool jane ke liye, dost hote nahi bichhad jane ke liye, dosti karke khush rahoge itna ki, waqt nahi milega aansu bahane ke liye
yeh waqt-e-furqat kitna kathin hai meri jaan
hoga mushkil maanaa tha, magar itnaa mushkil
socha bhi naa thaa
woh chanchal si khilkhilahat
woh tumhari mand mand si muskaan
woh tumharay badan say aatay bahaar kay jhonkay
woh tumhaari saadgi main daanaai kay imkaan
woh tumhaaraa meri baahon main duniya ko bhool jaanaa
woh behtay ashkon main laraztay labon ka muskuraanaa
woh tumhaari pal pal ko shiddat say jeenay ki chaah
woh tumhaari nazar main phool say komal khwaabon ki raah
woh tumhaari dabdabaai aankhon main unkahayay swaal
woh tumhaaray ghanay dasht say gasuon ka jmaal
woh tumhaaray honthon ka tilsmee khumaar
woh tumhaaraa mujh par beloss aitbaar
bahut yaad aataa hai yeh sub meri jaan
aur yaad aataa hai bahut tumhaaraa woh-
"suno na"
|