yaadon ke phool sookh na jaayen isiliye,,
aankhon ko ashkbaar kiya hai kabhi kabhi,
ham se junoon-e-ishq ka aalam na poochhiye
apna hi intezaar kiya hai kabhi kabhi....