|
Toofan ki kami nahi
Posted On: 22/02/2008 23:31:57
|
Toofan ki kami nahi jeevan main
ladte huye safar karna hoga
jo milenge zakhm safar-e-raho main
unhe hi zindagi ka tazurba kehna hoga
lakh zakhm khane par bhi
har zakhm naya hoga
tazurba kitna hi kyun na ho
har safar naya hoga.
|