meinay thodi na kaha hai tarpnay kaay liya ...pata nahin ajj kal meri saray electronics related cheezien kharab ho rehi hain ...abhi kal cell phone kharab ho gaya tha ...ajj theek karaya pura ghanta waste hua aur saath mein sari pic aur ringtones bhi ud gayi us mein saay...na hi contact back tha toh manually numbers add kar kar toh waisay hi haath duk rahay hain...aur ab is comp. ko karab honay ki charh gayi hai...