babuji ne kahaa gaon chhod do,
sabne kahaa paro ko chhod do,
paro ne kahaa sharaab chhod do,
aaj tumne kah dia, haweli chhod do,
ek din aayega jab wo kahenge, duniya hi chhod do
tho themes kyon nhi banate
ab mat kehna sa se sabr bhi to hota hai chunni babu
btw yeh tumhari sa kon hai?????? bichari ne devdas bana diya woh bhi tumhe aur aise videos upload karne pe majboor kardiya