| POSTED BY: avdhesh on 11/07/2007 20:23:39 |
|
Tum kiya jaano main khuda se kya maangta hoon ? Tumhari salam-ti ki hamesha duaa mangta hoon
agar anjaane me ho jaaye koi tumse khata to do mujhe uski saza ye maangta hoon
agar lag jaaye koi chot tumko ya ho jaao tum pareshaan to mere haq me wo saari takleefe maangta hoon
aye khuda mere mehboob ko gham se door rakhna din raat tumhaary saaray gham maangta hoon
tum ho hamesha kaamyaab tumhaari her khwaahish ho poori buss ye chaahta hoon aur tumhari khushi maangta hoon
--------------------------------------------------------------
i m searching in a gud frnd
|