aapne mere man se khela
aapne mere tan se khela
aapne mere dhan se khela
well played! well played! well played!!
Door se dekha to paani baras raha tha
Door se dekha to paani baras raha tha
Paas gaya, to bheeg gaya.
Door se dekha to sher tha
Door se dekha to sher tha
Is liye paas gaya hi nahi.
LAL DIWAR PAR CHUNE SE LIKHA THA GHALIB NE
LAL DIWAR PAR CHUNE SE LIKHA THA GHALIB NE
YAHAN LIKHANA MANA HAI.
ladka bola :
kash in hasinao ke baap mar jate,
bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate.
Ladki boli:
Bewkoof, Yeh sochana bhi paap hoga,
kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.
Jee karta hai ki teri nili nili aankhon
main dub jaoon
Jee karta hai ki teri nili nili aankhon
main dub jaoon
le.. chhappakk
Main hu yahan, tu hai wahan
Main hu yahan, tu hai wahan
Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan
Maine tujhse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
Maine tujhse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
Sin theta by cos theta is equal to tan theta
hawa me yun ud raha tha ghalib
hawa me yun ud raha tha ghalib
ruk gayi hawa, gir gaya ghalib