Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 544 - Total Replies: 4

POSTED BY: djsamaa on 21/12/2008 21:33:40



Tum ne thaan hi li hai
 Humare dil se niklo ge
Toh itna jaan lo sanam
Samundar samnay ho ga agar sahil se niklo ge !
Sitarein , Jin Ki ankhon ne  humein ik saath dekha tha,
Gawahi dene wo aa jaayenge !

Purany kagazon  ki balkuni se bohot se  lafz jhankain ge
Tumhe waapis bulayenge

Kai Vaadein , Fasadi qarz-khawahoon ki tarha raste mein rokain ge
Tumhein daman se pakrenge
Tumhari jaan khayengey !

Chupaa kar kis tarha chehra
Bhari mehfil sey nikloge
zara phir soch lo jaana !!
Nikal tou jao ge shayad
Magar Mushkil se nikloge  .. !!!!





--------------------------------------------------------------
Here comes d trendsetter .. .




POSTED BY: Nanu_Ninu on 22/12/2008 15:24:57


Hui hum se ye nadani,Kay teri mehfil mein aa baithe Ho kay zameen ki khakh Aasman se dil laga baithe........





--------------------------------------------------------------
Sab ki AAN sab ki SHAAN sab ka ek BHAIJAAN-Salman khan
Back To Top




POSTED BY: djsamaa on 22/12/2008 18:36:56


nanu





--------------------------------------------------------------
Here comes d trendsetter .. .
Back To Top




POSTED BY: sahirchaudry on 23/12/2008 17:57:52


garmi hasratain nakam se pighal jate hain

hum chirago ki trha sham se jal jate hain

shama jalti hai jis mehfil me numaish k liey

hum os mehffil me gumnaam se jal jate hain

jab b ata hai tera naam mere naam k sath

jane q log mere naam se jal jate hain

 

 





--------------------------------------------------------------
SALAM YA HUSAIN(A.S)
Back To Top




POSTED BY: djsamaa on 24/12/2008 09:22:36



yeh hain jo majnu 
innhe kya mein Samjhun. .  tauba
Roz ho jaate yeh hain kisse na kisse pe fida
aaj iss ke peeche
kal uske peeche Tauba
Kya theekana hain inka kab ho jaye kab lapataa
inki mohabbat resham ka jaal hain haiii
Deewangi bhi inki ek chaal hai





--------------------------------------------------------------
Here comes d trendsetter .. .
Back To Top
18/11/2026



*** NkuT.Com ***