i'm not
with u DD
---------------------------------
Mohabbat Jeet Hoti Hai, Magar Ye Haar Jati Hai,
Khabi Dil Sooz Lamhoo Se,Khabi Beekaar Rasoo Se,
Kahbi Taqdeer Waloon Se,Khabi Majboor Qasmoo Se,
Magar Ye Haar Jati Hai, Khabi Ye Phool Jessi Hai,
Khabi Ye Dhool Jessi Hai,Khabi Ye Chand Jessi Hai,
Khabi Ye Dhoop Jessi Hai,Kahbi Masroor Karti Hai,
Khabi Ye Roog Deti Hai,Kisi Ka Chain Bannti Hai,
Kissi Ki Jaan Leti Hai,Khabi Lay Paar Jati Hai,
Khabi Ye Maar Jati Hai,Mohabbat Jeet Hoti Hai,
Magar Ye Haar Jati Hai !! Mohabbat haar jati hai..
|
kashish wrote:
kashish ne kaha ..........  Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai...... Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin..... Woh duniya ka Bad Tareen shakhs Hai...
Aakhir Jeet Mohabbat ki he Hoti hai
Mohabbatein "Pyaar zindagi ki tarah hota hai, Jiska her morr aasan nahi hota, Her raste per khushi nahi milti, Per jab hum zindagi ka saath nahin chorte, To hum pyaar karna kyon chorein..."
|