Agar mujh say mohabat hay mujhay sab apnay gham daydo..
In ankhon ka har ik ansu mujhay meri kasam daydo .
Tumharay gham ko apna gham bna lon to karar aye .
Tumhara dard senay main chupa lon to karar aye .
Woh har shay jo tumhein dukh day mujhay meray sanam daydo.
Shareke zindagi ko kyun shareke gham nai kertay .
Dukhon ko bant ker kyoun in dukhon ko kam nahin kertay .
Tarap is dil ki thori si mujhay meray sanam daydo .
In ankhon mein na ab mujh ko kabhi anso nazar ayen .
Sada hansti rahay ankhain sada yeh hont muskain.
Mujhay apni sabi anhain sabhi dardo alam daydo..
--------------------------------------------------------------
[i]sHe Took Me Fr0m a Bar.sHe Took Me In Her Car. sHe Took My T0p 0ff. sHe Puts Her Lips 0n Mine,But D0n’t W0rry I’m a Bottle 0f Wine
