| POSTED BY: kashish on 27/05/2008 09:04:46 |
|
daaG duniyaa ne diye zaKhm zamaane se mile ham ko ye tohafe tumhe.n dost banaane se mile ham tarasate hii taraste hii tarasate hii rahe vo falaane se falaane se falaane se mile Khud se mil jaate to chaahat kaa bharam rah jaataa kyaa mile aap jo logo.n ke milaane se mile kaise maane ke unhe.n bhuul gayaa tuu ai 'Kaif' un ke Khat aaj hame.n tere sarahaane se mile
--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
|