Kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne hue kareeb ki hum door ho gaye aisa nahin ki humko koi bhi khushi nahin lekin ye zindagi to koi zindagi nahin kyun iske faisale hamein manzoor ho gaye paaya tumhein to humko lagaa tumko kho diya hum dil pe roye aur ye dil ham pe ro diya palkon se khwaab kyun gire kyun choor ho gaye. kyun zindagi ki raah mein majboor ho gaye itne hue kareeb ki hum door ho gaye