ker reha tha gham e jaan ka hisaab ajj tum yaad be hisaab aaaye
gar mujhe bhula paaye to mujhe bhi samjhana dill se naqash yaadun k kistarah nikalte hain
KITNA YAAD AATE HO POCHTE HO KIU MUJH SE JITNAAA YAAD KARTE HO UTTNNE YAAD AATE HO
CHAMAK utthta hai sar e shaam teri yaad ka chaand kabhi tareeek na dekhi shab e furqat main ne
kuch log khaayalon se chale jaain to sooain beete howe din raat na YAAD AAain to sooain chehre jo kabhi hum ko dikhaayi nahi dain ge aa aa k tasawur main na tardpaain to sooain
ho gai dill ko teri Yaad se ik nisbat khas abb to shayad hi mayasar kabhi tanhaayi ho
qabaaye jism k her taar se guzarte howe kiran ka payaar mujhe aaftaab kar de ga meri tarah koi hai jo zindagi aappni tumhaari YAAD k naam intasab kar de ga
rooh ko tardpa rehi hai unki yaad dard ban k chaah rehi hai unki yaad ishq se ghabra rehi hai uki yaad rukte rukte aarehi hai unki yaad
unn se bhii cheen lo ge yaad appni jin kaa imaan ho gai ho gi
qabaaye jism k her taar se guzarte howe kiran ka payaar mujhe aaftaab kar de ga meri tarah koi hai jo zindagi aappni tumhaari YAAD k naam intasab kar de ga