Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 247 - Total Replies: 2

POSTED BY: sahirchaudry on 01/05/2008 09:34:37


phool chahtay thay magar hath main aaey pathar


hum nay aghosh e mohabbat main sullaey pathar


wehshat e dil kay tasawar kay takaluf ki zarurat kay liey


aaj is shokh nay zulfo main sajaey pathar


on kay kadmo kay tallay chand sitaray daikhay


apni raho main sulagtay hoey paey pathar


main teri yaad ko yun dil main liey phirta hun


jaisay farhad nay seenay say lagaey pathar


fikar saghir keh kharidar na bhulain gay kabhi


main ashko kay geharthay jo banaey pathar





--------------------------------------------------------------
SALAM YA HUSAIN(A.S)




POSTED BY: kashish on 01/05/2008 09:56:51


ye soch ker chuni hai main ne akhari aram gah
main tha matti aur mjujy matti ka ghar acha lega
manzalon ki baat choro kis ne payain menzalain
ek safer acha lega ek humsafar acha lega





--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top




POSTED BY: sahirchaudry on 01/05/2008 10:03:44


wah kashish jii


bht khub





--------------------------------------------------------------
SALAM YA HUSAIN(A.S)
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***