Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 260 - Total Replies: 2

POSTED BY: kamina on 09/04/2008 15:15:57


Yaaro Ham to Ishq MeiN Saudai Ban Gaye




Yaaro ham to ishq meiN saudai ban gaye,

Shaheriye tamaam, tamaashaayi ban gaye.



LogoN ki badzubani bhi bari jo is kadar,

Ham to apne pyaar ki ruswaayi ban gaye.



Hamne unki baawafaayi na parkhi ek baar,

Parkhi to gunah ki shehnaai ban gaye.



Aise mei.n ‘harash’ yuN hi ab kare hai kyuN gunah,

Ham safar ye ab tere harjaayi ban gaye.





--------------------------------------------------------------
[i]sHe Took Me Fr0m a Bar.sHe Took Me In Her Car. sHe Took My T0p 0ff. sHe Puts Her Lips 0n Mine,But D0n’t W0rry I’m a Bottle 0f Wine




POSTED BY: kamina on 09/04/2008 15:16:33


yu to pyar me ruswaie milti hai



har ek dard har tanhie milti hai



kaise samzhaye is dil ko



ishq na kar bewafai milti hai




--------------------------------------------------------------
[i]sHe Took Me Fr0m a Bar.sHe Took Me In Her Car. sHe Took My T0p 0ff. sHe Puts Her Lips 0n Mine,But D0n’t W0rry I’m a Bottle 0f Wine
Back To Top




POSTED BY: kashish on 10/04/2008 04:20:24


bilkul sach hai chotu ........




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***