ehsaas use bhi hoga ek din apni jafa ka,
rula dega use ek din khayal meri wafa ka,
usne insaan sa sulook bhi na kiya mujhse,
jis insaan ko maine darja diya khuda ka.
Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hai,
Kaise kahe ke hum aap pe marte hai,
Yeh to sirf mera dil hi janta hai,
Ke hum aap pe hamari jawani qurban karte hai…
jo kuch bhi mila hai usi mein khush hu
mein tere liye khuda se taqrar nahi karta,
par kuch to baat hai teri fitrat mein,
zalim warna tujhe chahne ki khata baar baar nahi karta.