kaha tha na
yun sotte huve chor ke mat jana
mujhe beshak jaga dena
bata dena tumhe rasta badalna hai
mere yaad se nikalna hai
tumhe kiss baat ka darr tha
kya tumhe jane nahi deta?
kahin par qaid karr deta?
arre pagali....
mohabbat ke tabiyat me
zabardasti nahi hote
jisse rasta badalna ho
usse rasta badalne se
jisse had se guzarna ho
usse had se guzarne se
na koi rok paya he
na koi rok payega
tumhe kiss baat ka dar tha?
mujhe beshak jaga dena tha..
kaha tha na
yun sotte huve chor ke mat jana
==============================
MISSING YOU "Aarzoo" Dil Se cryBaby 
==============================