Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 344 - Total Replies: 4

POSTED BY: kashish on 18/07/2007 11:24:15


agar jo dil ki sunogay to haar jaogay
hum jaisa pyar phir kahan se paogay

jaan dene ki baat to har koi karta hai
jaan banane wala kahan se laogay

jo ik nazar dekhogay humein
to har tarf sirf hum ko hi paogay

yakeen apni mohabbat par itna hai mujhe
meri chahat ko dekhogay to laut aaogay

meri ankhon ke samundar mein dhoob gaye to
kahin jana bhi chahogay to na ja paogay





--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~




POSTED BY: spiritualguy on 18/07/2007 14:38:04


NICE ONE....




--------------------------------------------------------------
B practical to save ur own identity....
Back To Top




POSTED BY: Saifur on 18/07/2007 16:59:17


great........




--------------------------------------------------------------
EVERYONE THINKS OF CHANGING THE WORLD,BUT NO ONE THINKS OF CHANGING HIMSELF
Back To Top




POSTED BY: Silvermist on 21/07/2007 00:18:06


yakeen apni mohabbat par itna hai mujhe
meri chahat ko dekhogay to laut aaogay

 

nice sharing





--------------------------------------------------------------
To love someone is one thing, to be loved is another, to be loved by the one you love is everything.
Back To Top




POSTED BY: fam_1 on 21/07/2007 16:33:38


lahre aati hai kinare se takra kar lot jaati hai,
aapki yaad aati hai dil me sama jaati hai .
fark bas itna hai ki lahre bewaqt aati hai,
aur aapki yaad har waqt aati hai.
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***