Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 437 - Total Replies: 3

POSTED BY: kashish on 16/01/2008 07:54:44


Sabhi ne yu to
kiya tajziya Mohabbat ka,
Kisi se hal na hua masla Mohabbat ka,

Woh
jis ke hijur mein rona, use dua dena,
Samajh mein nahi aata falsafa Mohabbat
ka,

Na jane kitni hi ankhein chalak jati hai,
kisi bazam mein ho ager
tazkara Mohabbat ka,

Tammam umer tum khushi ko tarso ge,
Na azmana
kabhi hosla Mohabbat ka...

__________________




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~




POSTED BY: kashish on 16/01/2008 07:57:34


Dete hai kyu yeh Dard bas hami ko..
kya Samjhenge woh in Aankho ki nami
ko..
lakho
Deewane ho jis Chand
ke..


woh kya Mehsus karega Ek Tare
ki Kami ko…




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top




POSTED BY: alokdubeyforu on 16/01/2008 10:50:52


Very nice ....




--------------------------------------------------------------
Hum kare toh Balatkar! Aur aap kare tho chamatkaar!!!
Back To Top




POSTED BY: salimahmed on 16/01/2008 15:38:47


Wahwah...wahwah


Bahot achhe

Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***