kaash ke mere bhi sapne kabhi sach hote,
kaash ke mere bhi armaan pure hote
kaash ke mujhe bhi kabhi mil jaata koi,
dekhti use main harpal , rehti khoye khoye.
zindagi pyar bina adhuri si hoti hai,
ek saathi bina suni suni hoti hai,
kaash ke mujhe bhi kisika saath mila hota,
kaash ke mere zindagi me bhi kisi ka sath hota