These are very beautiful lines bye one of my nkut frnd Mohsin .i wud like to share with u ppl .with his permission .thanx Mohsin
10/19/2007 16:42:44
paimana khwahishon ka bhar janay laga hai,
deewana dill oss haseen ko bohat chahnay laga hai,
sawan kay eak surmayee badal ki tarah,
wo mere khayalat per cha janay laga hai,
sajalon aashiyanay ko main apnay; roshan sitaron say,
kay khud chand aaj ghar main mere aanay laga hai