Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 270 - Total Replies: 1

POSTED BY: kashish on 06/10/2007 03:01:28







Kahin Door Wadion Mai ...Kashish


 

Kahin door Wadion mai Kashh Hum Tum hotey
Intihayi Mohbbat ki kashish Hum Tum Aankhon se kehtey

Koi na dekhey, na kisi ki ho Parwah
Hum Dono hojaye chalo kuch dair ke liye Gumrah

Teri Aarzoo thi kab se Tujhe paya hai aaj
Kis ko sunaoon Mai kese Dil Jhoom utha hai aaj

Tujh se Do Ghari Baat karli to Machal utha hai yeh Dil
Samjhaye nahi Samajhta Kyun hai yeh itna Ghafil

Aao na itne Qareeb ke Hum door na ho paye Tum se
Azmao na Hamein itna kahin Hum Darr na jaye Tum se




 

 


KASHISH









--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~




POSTED BY: alokdubeyforu on 08/10/2007 04:56:16


Bahoot khoob Kashish ji...




--------------------------------------------------------------
Hum kare toh Balatkar! Aur aap kare tho chamatkaar!!!
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***