Tujhe Apna mukaddar Batate Hai Hum,
Khuda K Baad Tere Aage Sir Jhukate Hai Hum.
Dosti Ka Rishta Tod Mat Dena,
Is Rishte K DumPar hi muskurate hai hum
---------------------------------------------------------------
Gile kaagaz ki tarah hai zindagi apni,
Koi jalaata bhi nahi aur koi bahaata bhi nahi,
Is kadar akele ho gaye hai aapke jane ke baad,
Ke koi sataataa bhi nahi aur koi manata bhi nahi..