Dil Jo Tere Yaadoon Main Khota Hai
Eak Meetha Sa Dard Dil Mai Hota Hai
Dil Jo Tere Yadoon Mai Khota Hai
Rooz Sochta Hon Bhool Jaon Usay
Dard-e-Dil Har Roz Taza Hota Hai
Dil Jo Tere Yadoon Mai Khota Hai
Aina Jo Dekhta Hon Roz Subha Ko
Tera He Aks Us Mai Zahir Hota Hai
Dil Jo Tere Yadoon Mai Khota Hai
Shikwa Kya Karin Unsay Hum FaRmAN
Phatar Kay Senay Mai Kab Dil Hota Hai
Dil Jo Tere Yaadoon Main Khota Hai
Eak Meetha Sa Dard Del Mai Hota