Ansoon Kyun Nahi Rukte Mere
Dard Kyun Nahi Kam Hota Mera
Ansoon Ki Barish Main Kyun Dooba Rehta Hoon
Tanhai Main Kyun Rota Rehta Hoon
Na Jeta Hoon Na Marta Hoon
Us Ki Yaadon Main Rota Rehta Hoon
Pata Hai Wo Kabhi Nahi MilaGi Mujhe
Phir Bhi Us Ka Intazar Rehta Hain Mujhe
Usay Bhool Kar Kisi aur Ko Appna Banana Chahta Hoon
Per Koi Mujh Jaise Badnaseeb Ko Apnana Nahi Chahta Hai
Har Koi Kehta Hai Main Tere Saath Tere Har Muskil Main Saath Doon Ga
Waqt Aane Per Har Koi Muh Mod Kyun Leta Hai
Jab Mujhe Kisi Ke Saath Ki Zarrort Hoti Hai
To Mujhe Koi Saath Kyun Nahi Deta Hai
Ansoon Ki Barish Main Chod Kar Kyun Chala Jata Hai
Jis Per Yaqeen Karta Hoon Wohi Kyun Deta Hai Dhokha
Jise Appna Kahta Hoon Wo Mujhe Appna Kyun Nahi Samjhta Har Koi Aata Hain
Ek Naya Ghum De Kar Kyun Chala Jata Hai Mujhe
Ansoon Kyun Nahi Rukte Mere
Dard Kyun Nahi Kam Hota Mera