Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 345 - Total Replies: 4

POSTED BY: kashish on 13/08/2007 09:10:03



Main Wohe Hoon Jisay Tum Piyaar Kia Kertey They
Din Main Soo Baar Mera Naam Liya Kertey They
Aaj Kia Baat Hay Kyun Mujh Say Khafa Bethey Ho
Kia Kisi Or Ko Dil Apna Bana Bethey Ho ?
Fasley Pehlay To Itnay Na Hua Kertey They
Main Wohe Hoon Jisay Tum Piyaar Kia kertey They


Mana K Ye Ghum Hay Koi Sougaat Nahe
Tum Hamain Apna Kaho Aisay Bhe Halaat Nahe
Ager Bhool Gaye ho , To Koi Baat Nahe
Zakhm To Pehlay Bhe Is Dil Pey Laga Kertey They
Main Wohe Hoon,Jisay Tum Piyaar Kia Kertey They


Jee Main Aata hay K Aaaj Tumhain Terpa doun
Dard Jo Tumnay Diye Wo sub Tum Ko Louta Doun
Ager Bhool Gaye Ho To Ye Batla Doun
Tum Mujhay Hasil-E- Armaan kaha Kertey They
Main Wohe Hoon ... Jisay Tum Piyaar Kia Kertey They...



 



 

 



 




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~




POSTED BY: ayaz_gujar on 13/08/2007 12:02:17


Kashish aap ka poetry ka taste acha ha,i like it.poet ka name tu bta dyna.... 





--------------------------------------------------------------
Stranger
Back To Top




POSTED BY: Silvermist on 13/08/2007 14:33:58


nice sharing




--------------------------------------------------------------
To love someone is one thing, to be loved is another, to be loved by the one you love is everything.
Back To Top




POSTED BY: gauravtr on 13/08/2007 16:12:03


nice

keep posting  





--------------------------------------------------------------
Gaurav Tripathi is here to make some nice and cool friends
Back To Top




POSTED BY: kashish on 14/08/2007 06:53:58


thanx all of u my frnds




--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***