KUch galtiya Ankho se ansu ban ke beh chali..
kuch mushkile is dil ke arman ko keh chali..
ye zindgi hai koi kahani nahi..pariyo ke desho se tum aayi nahi..
kuch khwab phir palko se juda ho chale..
kuch raste mujhko najane kaha le chale...
ye manzile to Lagati hi nahi is rahon ke sathi.....
ham nahi kuch naam PHir hoto pe mera na ayenge..
ye hoke bhi juda mujse nahi hue..
kyuN khud hi SUHAIL apne aapse naraz hua....