Kash duniya Computer hoti
Jis mein Do ko Undo karti
Sukh kay lamhay Save ho jatay
Dukh kay lamhay Delet kar deti
Maze kid man chahi Windows
Jab chahay mein Open karti
Must dil kay tanay banay
Apni chah say khud hi banati
kuwahishon ki hoti File
Jise mein Cut or Copy karti
Jab bhi hota Virus peda
Duniya ko Reformat kar deti
Kushiyon kay rangon say harpal
Udaas lamhay rangeen mein karti
:!:Kash Duniya Computer Hoti:!: