kya bayaan kiya hai aapne apne pyaar ko lazoon mein,
hum to apna pyar dil mein hi dabaa ke reh gaye,
kaise kahtein hum unko ki hum unko kitna chahtein hain,
ye bataane ke liye hum apne pyaar ko lafzoon mein izhaar bhi na kar paayein.
adhuri reh gayi humaari mohabbat par humein koi gila nahi hamesha dua karenge ki aap jisse pyaar kare woh aapko dilbar mil jaayein
or mohabaat us had tak karo ki khuda khud tumhe milwaane ko mazbur ho jaaye.
kyunki har koi pyaar ke liye rota hai,
har koi pyaar ke liye tadpataa hai,
pyaar ko galat mat samajhna,
kyunki pyaar to kaynaat ke zarrey-2 mein hota