|
shararat na hoti,,shikayat na hoti,, naino me kisi ke najakat na hoti,, na hoti bekarari na hote hum tanha agar jahan me ye kambakhat mohobbat na hoti...
na hote ye sapane te khabo ke duniya kisi ko chahane ki tamanna na hoti na julpho ki chaya na pholo ki kusboo tada me unki rat na katati.... jo na hoti mohobbat ye aasu na hote dil bhi na khota aj tanha na rote
diwano se apane ye halat na hooti agar jahan me kambakat ye mohobbat na hotiii...
|