Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 929 - Total Replies: 5

POSTED BY: djsamaa on 13/03/2009 20:18:12


Laakh Chaha Magar Wo Muje Bhula Na Saka
Mere Khayal Wo Dil Se Kabhi Mita Na Saka,
Mujse Wo door Bohat door ho Gaya Tha Magar
Apni Ankhon Se Mere Chehray ko Hata Na Saka,
Mujse Wo Doori Barhana Chahata Tha
Per Kabhi Wo Mujse Door Ja Na Saka,
Kitnay Shikway hein Os Key Dil May Mere Liay
Chah Kar Be Kabhi Wo Mujhe Bata Na Saka,
Anjaan Rakhna Chahata Tha Mujhe Apni Chahat Se
Haale-e-Dil Mujse Per Chupaa Na Saka,





--------------------------------------------------------------
Here comes d trendsetter .. .




POSTED BY: Kshitiz on 14/03/2009 05:57:21


Laakh Chaha Magar main uss'se Bhula Na Saka,
Uss'ska Khayal Mere Dil Se Kabhi ja Na Saka,
Main uss'se door Bohat door ho Gaya Tha Magar,
Apni Ankhon Se usske Chehray ko Hata Na Saka,


Main uss'se Doori Barhana Chahata Tha,
Per Kabhi main uss'se Door Ja Na Saka,
Kitnay Shikway hein mere Dil Me usske Liay,
Chah Kar Be Kabhi main uss'se Bata Na Saka,


Anjaan Rakhna Chahata Tha Main Apni Chahat Se uss'se,
Haale-e-Dil Kabhi Mujse Per Chupaya Na ja Saka,





--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
Back To Top




POSTED BY: djsamaa on 14/03/2009 20:21:56


kar lo janaab jinki itni yaad aa rahi hai





--------------------------------------------------------------
Here comes d trendsetter .. .
Back To Top




POSTED BY: Kshitiz on 16/03/2009 04:45:39


Kuch dooriyaan hai humare beech,

jinhe hum majbooriyon ka naam nai dete.

call kya, hum khud jaa karr mil le unnse,

mohabbat tohh khoob hai unnhe mujhse,

mohabbat tohh khoob hai unnhe mujhse, (she really loves me)

magar woh hume mohabbat ko koi paigaam nahi dete,

woh darte ha ess baat se, ki hum toot jayenge,

unnke chale jaaneke baad. naadan yeh nahi samjhti,

minn waishe bhi kaha zinda hoon

waahh wahh kya khubb likha RAJ.. he he mast hai na?


djsamaa wrote:

kar lo janaab jinki itni yaad aa rahi hai





--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
Back To Top




POSTED BY: apnaali on 16/03/2009 14:09:37


woh pani ki lehroon pe kiya likh raha tha

khuda jane herf e dua likh raha tha

bhala kertay kertay guzary jawani

woh phir bhi kud ko bura likh raha tha

zara bhi uss ki ankhoon se ay na ansu

woh jiss waqat lefeze saza likh raha tha

judaiy ke sadme uthatay uthatay

achank kissy ka bura likh raha tha

bas chand lamhoon ki khushi thi

aur zindagi bhar ki udassi thi...!!!





--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
Back To Top




POSTED BY: djsamaa on 16/03/2009 21:57:55


Najane yeh Zindagi kya chahti hai humse,
Hum lute hue kya lutenge, dosti kiye hain ghumse,

Gawa chuke sab kuch bas saans hain apni aakhir,
Thum jayenge yeh bhi, unka naam leke  aakhri dumse





--------------------------------------------------------------
Here comes d trendsetter .. .
Back To Top
18/11/2026



*** NkuT.Com ***