| POSTED BY: apnaali on 22/11/2008 05:02:19 |
|
us ki aankhon main mohabbat ka sittara hoga us ki ankhoon mein mouhabat ka sitara hoga... aik din ayee ga woh shaks humara hoga...
tum jahaaN meray liyee sipiyaan chunti hogi... woh kissi aur hi duniya ka kinara hoga...
zindagi! ab kay mera naam na shamil kerna... gar yeh tey hai kay yehi kheel dobara hoga...
jis kay honay say meri saans chala kerti thi... kis tarhaan us kay baghair apna guzara hoga...
ye achanak jo ujala sa howa jata he dil ne chup ke se tera naam pukara hoga
ishq kerna he to din raat usse sochna he our koch zehan main aya to khasara hoga
ye jo paani main chala aya sonhri saa goror usne derya main kahein paaon utara hoga
kon rota he yahan raat ke senatoon main mere jesa hi koi hejar ka mara hoga
mojh ko maloom he jonhi main qadam rakhon gaa zendagii tera koi our kenara hoga
jo mery roh main badal se garajte hain wasi us ne sene main koi dard uttara hoga
kaam moshkel he mager jeet hi loonga ess ko mere moola ka joon hi wasi eshara hoga
Mera Zikar Na Karna Dukh Dard Kay Maroon Say Mera Zikar Na Karna Ghar Jaon To Yaroon Say Mera Zikar Na Karna Woh Zabt Na Kar Paen Gay Ankho Kay Samander Tum Rah Guzaroon Say Mera Zikar Na Karna Pholon Kay Nashaiman May Raha Hoon May Sada Say Daikho Kabhi Kharon Say Mera Zikar Na Karna Woh Meray Hal May Bay Sakhta Na Ro Dain Is Bar Bharoon Say Mera Zikar Na Karna Shayad Yai Andhaira Hi Mujhay Rah Dikhay Tum Chand Sitaroon Say Mera Zikar Na Karna Kaheen Woh Meri Kahani Ko Ghalt Rang Na Dai Dain Afsana Nigaroon Say Mera Zikar Na Karna Gehrahi May Layjain Gay Tum Ko Bhi Baha Ker Darya Kay Kinaroon Say Mera Zikar Na Karna Woh Shaks Melay To Usay Her Bat Batana Tum Sirf Isharoon Say Mera Zikar Na Karna
--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
|