| POSTED BY: apnaali on 18/11/2008 10:14:18 |
|
Un Ki Is Baat Ne Umar Bhar Rone Na Diya..!! TamaaM Raat Mere Ghar Ka Ek Dar Khulla Raha Ham Rah Dekhte Rahe Wo Raasta Badal Gaya..!!
Wo Kehte The Rone Se Nahin Badalte Naseeb Un Ki Is Baat Ne Umar Bhar Rone Na Diya..!!
Mohabbat Main Dil-e-Nadaan Sukoon Paya Nahin Karte Jazbe Jin Ke Sadiq Houn Wo Ghabraya Nahin Karte..!!
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahaan Nahin Milta Kahi Zameen To Kahi AasmaaN Nahin Milta..!!
Wo Kehte The Rone Se Nahin Badalte Naseeb Un Ki Is Baat Ne Umar Bhar Rone Na Diya..!!
Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko..!!
Mat Dekh Koi Shakhs Gunehgaar Hain Kitna Yeh Dekh Tere Saath Wafadar Hain Kitna..!!
Shikwa Karte Hain Zubaan Se Na Gila Karte Hain Tum Salamat Raho Bas Yehi Dua Karte Hain..!!
--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
|