|
| POSTED BY: apnaali on 18/11/2008 10:10:48 |
|
PAYMAN-E-WAFA........ Woh Aaaye Saath Meray Jo ! Azm-e-Wafa Rakhta ho Dil mai Armaa to ho, Per Aaankho mai Haya Rakhta ho
Karay Aetbaar Mera, Maangay Nahi Qaul-o-Qarar Naaz Uthnay Ki Ek Apni Ada Rakhta ho
Bujhti Shamaa Ki Chamak Ko woh Samjhay Subha-e-Jamal Karay Duniya Roshan Dil mai Woh Diyaa Rakhta Ho
Bohat Baybaak Ho, Kah jayee Raaz-e-Dil Sub Hee Magar Qatal-e-Raaz Mujhe ! Dil mai Chupa Rakhta Ho !
Is Jaga hai meri Hasti Ki Haqeeqat Itni Mujh mai Abaad hai sub Mai Kahee Abaad nahi
Tujh ko Chaha Teri Dahleez pay Sajda na Kiyaa Woh mera Ishq Tha Bas woh mujhe Yaad Rakhta ho .... !
--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
|