Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 298 - Total Replies: 0

POSTED BY: apnaali on 18/11/2008 10:10:48


PAYMAN-E-WAFA........
Woh Aaaye Saath Meray Jo ! Azm-e-Wafa Rakhta ho
Dil mai Armaa to ho, Per Aaankho mai Haya Rakhta ho

Karay Aetbaar Mera, Maangay Nahi Qaul-o-Qarar
Naaz Uthnay Ki Ek Apni Ada Rakhta ho

Bujhti Shamaa Ki Chamak Ko woh Samjhay Subha-e-Jamal
Karay Duniya Roshan Dil mai Woh Diyaa Rakhta Ho

Bohat Baybaak Ho, Kah jayee Raaz-e-Dil Sub Hee
Magar Qatal-e-Raaz Mujhe ! Dil mai Chupa Rakhta Ho !

Is Jaga hai meri Hasti Ki Haqeeqat Itni
Mujh mai Abaad hai sub Mai Kahee Abaad nahi

Tujh ko Chaha Teri Dahleez pay Sajda na Kiyaa
Woh mera Ishq Tha Bas woh mujhe Yaad Rakhta ho .... !




--------------------------------------------------------------
READ THIS DUAA FOR BETTER LIFE...Allahumma- inni- ala-Zikr-ika- wa Shuk-rika wa husni-ibad-atika."Maa" tu muje bht yaad aati hai,Ajj muje apni aagosh may le le,is se pahle k zindagi ki sham hojaye...RAB Ne "Maa" Ko Yah Azmaat E Kamal Di,Us Ki Duwa Pay Aayi Musibaat Bhi Taal Di,Quran E "Maa"k Piyar Ki Is Tarhan Misal Di,Jannat Utha K "Maa" K Kadmon May Daal Di......!
18/11/2026



*** NkuT.Com ***