KauN BANEy GA kOLLaGE PATI
MAIN AAP KO KUCH SAWALAAT DE RAHI HOON
TAA`KE U JST RECALL UR COLLEGE MEMORIES .
JST TK IT AS A FUN AUR SUB HE APNE POINT F
VIEWS DAIN.MAIRE KHAIYAAL MAI COLLEGE
KAY DIN SB SE MAZAY KAI HOTAY HAIN
OR COLLEGE CHORNE K BAAD TO BS WASI_
SHAH KA SHAIR YAAD ATA HAI
UB jo bichre hain to ahsas hova hai hum ko
dard kya hota hai tanhai kise kehte hain
OR JIS NE DIYAI PURE JAWAB US KA HOGA
KHANA KHARAB OR US KO MILE GA
"kUCH nAHIN"
BHAE MAI NE KOI DUKAAN KHOOL RAKHI HAI
1.College jane kai liyE apna lectr tiyar karna ya
khud ko tiyaar karna?
2.Colleg ki yaad ko taza karne ke liyE is shair ke
bare main kya khaiyaal hai
JI DHOONTA HAI PHIR WOHI FURSAT KE RAAT
DIN,
BAITHE RAHAIN TASWARE JANAN LIYAI HOWAI?
3.college main hona kia chayai
parhai ya phir prom nights
4.class main kis ka hona zaroori hai
teacher ya t.v ya phirrrr............ larki
5. chalo ji sab se bara sawal tho yeh hai
college hona bhi chayaie ya nahi