Woh Mughe Daily Bus Stop Per Nazar Ati..
Main Chupke Se Dekhta Rehta..
Akhir Aik Din Himmat Karke Us Ke Pass Gaya..
Woh Akeli Thi Main Ne Hosla Kar KeUsey Mukhatib Kiya
"CHANDA"Us Ne Jhat Se Purus Se 10 Ka note Nikal Kar Mere Hath Per Rakh Diya..
Main Ne Herat Se Poocha Yeh Kiya Hai?
Us Ke Mashomiat Se Kaha "CHANDA"
_________________________________________________________________________
Pyar Karna Hi Aasan Hota Hai,
Roj Hotel Main Milna Padta Hai,
In Ladkiyo Ka Kya Jata Hai,
Sara Bill Hum Ladko Ko Bharna Padta Hai.
woh LOVE LOVE likhti gayi,
mai LIVE LIVE padhta gaya,
woh KISS KISS likhti rahi, mai KIT KIT padhta gaya,
woh shadi kar ke chali gayi,
mai SPOKEN ENGLISH seekhta raha.........
________________________________________________________________
Teri Ankh Main Anso Chehrey Pe Hansi Hai..
Teri Saas Main Ahen,Dil Main Bebasi Hai..
Tum Ne Pehley Kyun Nahii Bataya Ke Tumhari Ungli Darwaze Main Phansi Hai??
______________________________________________________