Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 187 - Total Replies: 0

POSTED BY: loveismylife on 21/07/2008 17:29:38


ye kaisi kashmkash hai,,,,,,,,,
karte hain hum pyaar unse, karte hain pyaar wo bhi humse,
par lete hain kasam rahne ki dur unse, na chahte hain wo bhi aisa,
behtein hain aansun sunkar unki ye baatein,
par jalim deta hai yahan par bhi kasam na aansuin bahane ki,
deta hai kasam na yaad karne ki unhe,
ye kaisi kashmkash hai,,,,,,,,,,,,
kaise na karein hum yaad unhe,
kaise na bahein ye annsuin in aankhon se,
are karte hain hain hum pyaar unse, karte hain pyaar wo bhi humse,
par is zamane ne bana diya begana hum dono ko,
ek hi rah par chalte huye bhi bana diya anjana humein,,
ye kaisi kashmkash hai,,,,,,,,,,

19/11/2026



*** NkuT.Com ***